Cancer ka ilaj (Ayurvedic treatment) in hindi: Cancer ek asi bimari hai jo bacho se lekar bado tak kisi ko bhi ho sakti hai, cancer ki bimari ki shuruat shareer mein ek gaanth se hoti hai jo dekhne mein normal hi lagti hai. Agar sahi samay par cancer ke lakshan(symptoms) pehchaan mein aa jaye to is bimari ka treatment karna sambhav hai.
Kisi bhi bimari ke ilaj se pahle ye janana jaruri hai ki is bimari ke kaaran aur lakshan kya hai aur is rog se bache rehne ke tarike kya hai.
Cancer ka ilaj aur Rokane ke Upay: Ayurvedic Treatment
Is leekh mein hum aap ko cancer ka ilaj aur bachaav ke gharelu nuskhe aur ayurvedic upay bata rahe hai, jinke paryog se hum cancer se bache reh sakte hai aur agar kisi ko cancer hua ho to is bimari ko control karke ise badhne se roka ja sakta hai aur iska upchaar bhi kar sakte hai.
1. Haldi cancer se bachaav aur ilaj mein bhut upyogi upchaar hai. Haldi ka apne khane mein sevan har roj kare. Haldi shareer mein thik cells ko chede bina bimar cells ki badhotari ko dheema karti hai.
2. Desi gay ka Gomutra(gay ka peshaab) cancer ke treatment mein bhut hi faydemand upay hai. Din mein 2 se 3 baar gomutra peene se cancer ke rogi ko chamatkari fayda milega.
3. Green tea peene se skin cancer, mouth cancer, liver ka cancer, gale ka cancer, cervical cancer, pet ka cancer, lung cancer aur breast cancer ko rokane mein help milti hai.
4. Soyabean ya usse bani cheeje khaye. Soya products khane se breast aur prostate cancer ki aashanka kam hoti hai.
5. Rojana gehu ke javare ka ras(wheatgrass juice) jarur piye.
6. Paani jada se jada piye, roj subh khaali pet raat ko tanbe ke jug mein rakha 3 se 4 gilass paani piye, isse cancer ke sath aur bhi kai bimariyo ke ilaj mein madad milti hai.
7. Cancer ke mareej ko 2 kilo geehu, 1 kilo joo ke aate ko mix kar ke iski rotiya 40 din tak lagatar khana chahiye, iske saath bengan, aaloo aur arbi ka sevan karne se parheej kare.
8. Cancer hone par aadha chamach kaloonji ke tel ko 1 gilass angoor ke ras mein milakar din mein 2 se 3 baar lene se cancer thik hoga.
9. Jada se jada organic food ka isteemaal kare kyuki inko paida karne mein koi pesticide aur chemical ka paryog nahi hota. Sabjiyo mein patta gobhi, fullgobhi aur broccoli mein cancer ko khatam karne ke gun hote hai.
10. Haldi aur desi gay ke mutra mein kurkemin naam ka chemical hota hai jo cancer ki koshikao ko maar sakta hai. Aadha cup desi gay ka mutar aur aadha chamach haldi milakar garam kar le aur rogi ko dhere dhere chay ki tarah pilaye. 3 mahine tak is upaay ko lagatar din mein 2 baar karne se cancer mein bhut laabh milega.
11. Rojana 10 se 15 minute tak suraj ki halki roshani mein baithe.
12. Rojana excersise aur yoga kare.
13. Cancer ke rogi ko doodh ya doodh se bani cheejo ka sevan nahi karna chahiye. Doodh peene se cancer ke bacteria ko takat milati hai.
14. Tulsi aur haldi se munh ke cancer ka ilaj sambhav hai. Inme cancer ko rokane wale kudrati gun maujud hai jo rog mein partirodhak shamta bdhata haai. Tulsi ghaav bharne mein bhi madad karti hai.
15. Aanar ka paryog jada se jada kare. Aanar breast cancer ka upay karne mein bhut asardar mana gaya hai.
Aajkal mahilao mein garbhasay aur satan cancer ka khatra bhut badh gaya ha. Ye pahle ek gaanth hoti hai jo baad mein cancer mein badal jaati hai. lekin agar mahilaye samay rehate dhyaan de to is gaanth ko galaya ja sakta hai. Iska sabse acha upay ye hai ki jaise hi aapko sharer mein kisi gaanth ya rasoli ka pata chale to aap paan mein khane wala chuna le aaye. Fir us chune ko gehu ke daane ke brabar paani mein ghol kar, dahi aur lassi ya fir daal aur sabzi mein milakar iska sevan kare. Aap ki body mein jaisi bhi gaanth hogi gal jayegi. Dhyaan rahe pathri ke rogi iska sevan bilkul bhi na kare.
Dosto cancer ka ilaj ke gharelu aur ayurvedic nuskhe in hindi ka ye article aapko kaisa laga hame jarur bataye aur agar aap ke pass cancer ke treatment ke koi sujhaav ya anubhav hai to hame bataye.
Gharelu Nuskhe (Home remedies) ke sath sath is website par hum baba ramdev medicine, homeopathic treatment, yoga ke tips aur rajiv dixit ke ayurvedic upay hindi mein dalte hai.
Ur efforts on gharelu nuskhe r wordless praseable.
Thanks Ranjeet
Unko liver ka cancer hai liver ma choti choti gaanth batai ha aapke paas iska ilaaj hai.
Rama aap kisi ayurveda vaid se salah lekar is article mein bataye upay shuru kar sakte hai.
Mera name Sachin hai papa ko thyroid,chest back bone me nuts banti hai city scan ho gaya hai .bottom ne biyepsis ka liye kaha hai mager papa interest nahi karna chate hai.abhi in ke pero or aik Hathe me swalimg aa rahi hai kuche app bata sake to kahi help hogi.or ha suger bhut bada hua hai unka
Sachin agar koi bimari ho aur sath mein sugar ki bhi problem ho to isse bimari ke upchar mein bahut samay lagta hai. Jesa aapne bataya thyriod, sugar, swelling, back bone problem hai to meri salah hai ki aap kisi dusre doctor se checkup karwaye aur 2nd opinion le aur turant bina kisi deri se ilaj shuru kare. Agar aapki father allopathy treatment nahi lena chahte to aap ki ayurveda specialist se mile.
mera kalai me 17 sal se ganth hai kya ye cancer hai
Rakesh agar ye cancer hota to ganth ke ilava aur bhi lakshan dikhne chahiye, agar koi aur lakshan nahi hai to ye gaanth kisi aur wajah se ho sakti hai. Agar aapko cancer ki aashanka hai to ek baar iska test jarur karwaye.
PURE SHARIR MEIN KHUJLI HO RAHI HAI KAAFI DIN HO GAYA DAWAI LENE K BAWAJUD BHI KHATM NAHI HO RAHA HAI.
KOI UPAY BATAIYE PLEASE.
JISSE MERI KHUJLI KHATAM HO SAKE.
Mir Faujan Ji, khujali kisi allergy ya kisi infection ya kisi kide ke katne se ho sakti hai. Aap gungune paani se nahane ke baad apni body par halke haatho se naariyal ka tel lagaye aapko fayda milega.
sir mere 4 month phele right wala ankosh badh gya tha per 15 din m chotha hua per normal size ka nahi hua us k bad ab left wale m nass p ganth h kya y koi badi problem ho sakti h
Ayan ye kisi infection ki wajah se bhi ho sakta hai, samasya ka karan aur solution janane ke liye aap sahi se diagnose karwaye.
Mujhe Blood cancer ki Jankari den
Kailash aap ye articles padhe https://sehatdoctor.com/topics/cancer/
Sir mere muh me 2 mahino se chale hi jo lal our orenj rang ka hi our mere jibh ke bana hi our o bahut hi bdhe hi our o fiil rha hi dono side me hi our kale rang bhi to a cancer hi kya
Nanu aapko garmi ki wajah se chale hue hai, aap ye article padhe aur btaye hue tips sahi tarike se kare aur agar aapko fir bhi koi waham hai to aap checkup karwaye. https://sehatdoctor.com/muh-ke-chale-ka-gharelu-upay-home-remedies-for-mouth-ulcers/
Mere pitaji ko mouth cancer hai.Jo ki ab gale mein gaath ban kar aa gya hai.To kya unhe dhoodh ka sewan band kar dena chahiye aur gomutra mein haldi aur Tulsi Mila kar peene se kya laabh hoga.
Shivam cancer mein doodh ka parhej karna chahiye aur aap gomutar mein haldi wala upay kar sakte hai. Dost yha bataye hue sabhi upay cancer ke ilaj aur cancer se bachne mein kafi faydemand hai. Aap apne aas pass kisi ayurveda vaid se mile aur unse ye sabhi upay share kare, vo aapke father ki present condition dekh kar aapko sahi tarike se guide kar denge.
Agar kisi ke brest mein gaanth hai to kya wo brest cancer ho sakta hai..
Kya brest cancer 18 ki age mein sakta hai….
Shyam sahi problem to diagnose se hi malum ho sakti hai, brest mein ganth cancer bhi ho sakta hai aur kuch dusri bimari bhi. Turant doctor se mile aur checkup karwaye.
Meri beti k age 4yr h. Us k gardan k dono side ganth jesa h. Takreeban 6 mnths h. Par vo normal h rehti h. Kya vo cancer k ganth ho sakti h
Chetan ji vese to ye ganth kisi aur wajah se bhi ho sakti hai par cancer mein bhi esi gaanthe dekhne ko milti hai. Bimari ka sahi pta pure diagnose se hi chal sakta hai. Meri yahi salah hai ki aap kisi doctor se mile aur iska test karwaye.
Mere muh me hoot ki Tara safed gol sa hai
Aur ek jagah Hakim safed lines so hai
Anushka aap ye article padhe :: https://sehatdoctor.com/muh-ke-chale-ka-gharelu-upay-home-remedies-for-mouth-ulcers/
Sir muje 8 din se mouth ke jaw me pain or dard hai or koi dava khass aram nhi dedi hai or kanpati se jade tak muje jan janhat or pain bhi hota hai or muh chlane muje awaz se adi hai ….. To kya muje jaw cancer hai or sir muje or muje jaw cancer ki detail bhi de de apki mahan krpiye hogi