त्वचा पर जलन के निशान को दूर करने के लिए लोग क्या नहीं करते। यहां तक कि लाखों रुपये खर्च कर प्लास्टिक सर्जरी भी की जाती है। लेकिन आज हम ऐसे ही पांच घरेलू नुस्खों के बारे में बात करने जा रहे हैं, जो शत-प्रतिशत निशानों को दूर कर देंगे। उपाय जानने के लिए इस लेख को पूरा पढ़ें।
Jalne ke Nishan Hatane ke Upay: Ghar mein kaam karte waqt jalna aur katna ek aam baat hai. Kai baar kisi laparwahi ya kisi hadse ki wajah se bhi skin burn ki problem ho jati hai. Pareshani tab hoti hai jab ghaav gehra ho ya fir jalne aur katne ke nishan reh jaye. Agar ye nishan face par ho to ye chehre ki khubsurati bigad dete hai isliye samay par jalne ka ilaj karna jaruri hai. Is article mein hum padhenge Skin Burn Treatment in Hindi.
Agar jalne ke ghav chote (minor) hai to ye skin ki upari parat ko nuksaan karte hai aur skin laal ho jaati hai, halke fafole ban jate hai aur dard hone lagta hai. Agar in fafolo ka samay par ilaj na kiya jaye to ye jakham ban sakte hai aur thik hone ke baad nishan chod jate hai. Ghar par rojana isteemal hone wali home remedies ke paryog se hum burning skin ke marks ka upchar kar sakte hai.
- Jane Sundar Kaise Dikhe
- Jane Dadi Maa ke Gharelu Nuskhe
Skin Jalne ke Karan – Causes of Skin Burning
- Bijli(electricity) ka current lagne se
- Garam paani se
- Aag lagne se
- Dhoop ki roshni se
- Kisi cheej se allergy hone se
- Galat medicine khane se bhi skin problem aati hai
- Diabeties bhi ek karan hai skin jalne ka
Skin Jalne Par Kya Kare : First Aid Treatment
- Jalne ke foran baad skin par thanda paani dale aur ek kapda thande paani mein bhigo kar us jalne wali jagah par rakh do.
- Aaloo ko beech se kaat kar ek hisse ko jalne wali jagah par rakhe. Aaloo ke paryog se jalan kam hoti hai aur skin ko aaram milta hai. Jalne ke turant baad is nuskhe ko karne se fafole nahi bante.
- Jalan se turant rahat paane ke liye 10 se 15 minute ke liye jale hue bhag ko doodh mein duba kar rakhe.
Jalne ke Nishan ke Gharelu Upay
Home Remedies for Skin Burn in Hindi
Tavacha chahe aag se jali ho, sun burn ho ya koi aur karan ho yaha hum kuch gharelu nuskhe bata rahe hai jise jalne ke jagah pe lagane se jalan kam ho jaati hai and kafi aaram milta hai.
1. Aloe vera mein dard khatam karne ke gun hote hai. Jali hui jagah par aloevera ka patta kaat kar lagane se pain kam hone lagta hai aur jalne ke nishan bhi saaf hote hai. Alovera gel ya alovera creame ke isteemaal se bhi burn marks nahi rehte or jalan kam ho jaati hai.
2. Skin burn hone par baking soda jalne wali jagah par lagaye. Is paryog se jalne ke baad daag aur foda nahi hota aur jalne ke pain se bhi rahat milti hai.
3. Garam paani ya bhaap se hue ghavo par nariyal ka tel aur nimbu ka ras lagane se jaldi fayda milta hai. Nariyal ka tel aur nimbu ka ras mila kar jalne ke ghavo par lagaye. Nariyal ka tel skin par kisi bhi parkar ka infection kam karta hai aur nimbu ka ras ghaav ke nishan kam karta hai.
4. Kele(Banana) ke chilke ko jali hue jagah pe ragadne se jale hue jagh pe nishan nahi banta or jalan se jaldi aaram mil jaata hai.
5. Doodh(Milk) mein vasa aur protein hota hai jo jali hui tvacha ke upchar mein kaafi labhdayak hai. Doodh or haldi ka paste bana ke jale hui jagah pe lagane se araam mil jaat hai or nishan bhi nahi rehta.
6. Pyaaj ke ras mein sulfur hota hai jo dard kam karta hai aur jale hue hisse ko thik karke chale, fode funsi hone se rokta hai. Ek pyaaj le aur use tod kar us ka ras nikal le aur skin ke jale hue hisse par iska paryog kare.
7. Aksar chote bache garam garam doodh, chay aur soup pi lete hai jisse jeebh jal jati hai aur muh mein chale hone ki aashanka hoti hai. Aesi situation mein koi burf ka tukda (ice cube) le aur use chuse. Burf ko paani se dho le taaki vo jeebh par chipke nahi.
8. Sirka (Vinegar) mai thoda paani mila ke ek kapde se bhigo de fir usko jale hue jagh pe rakh de aisa 5-6 baar kare to kafi araam milta hai.
9. Tooth paste se bhi jala hue jagah pe lagane se turant rahat milti hai.
10. Shahd(Honey) bhi ek acha treatment hai, kache shahd ka leep jale hue jagah pe lagane se kafi aaram milta hai.
Jalne Ke Nishan Ko Kaise Hataye – How to Remove Burn Mark
- Tamatar aur nimbu mein vitamin C hota hai jo daag dhabbe saaf karta hai. Tamatar aur nimbu ke ras ko mila kar har roj aadhe ghante ke liye skin par lagaye. Is gharelu upay se skin saaf hoti hai, nishan khatam hote hai aur skin par chamak aati hai. Nimbu ka ras ek natural bleech ki tarah kaam karta hai jo chehre ko nikharne mein bhi upyogi hai.
- Jalne aur katne ke nishan par pudeene ki pattiya pees kar uska ras lagaye. Isse jalan kam hogi aur nishaan bhi thik hoga.
- Gulab jal, multani mitti aur nimbu ka ras mila kar ek pack banaye aur burn mark par lagaye. Is pack ko 8 se 10 minute tak lagane ke baad thande paani se dho le. Dhyaan rahe ki tavacha ko ragde nahi.
- Chehre ke nishan aur daag dhabbe saaf karne ke liye raat ko paani mein methi daana bhigo kar rakhe aur subh iska paste bna kar nishan par lagaye aur aadhe ghante baad face dho le.
Skin ke Purane Nishan Kaise Saaf Kare
- Kaali masur daal ko bhun kar pees le aur nariyal tel mein mila kar jale ke nishan par lagaye. Kuch din lagatar is paryog ko karne se nishan saaf hone lagega.
- Aanwle aur tilo ko doodh mein pees kar isme 4 se 5 bunde gulab jal ki milaye. Is paste ko raat ko sone se pahle jalne aur katne ke nishan par lagane se nishan hatne lagega.
- Mulli ke ras ka lep nishan par lagane se bhi fayda milta hai.
Iske alawa burning pain kam karne ke liye aap kisi doctor ya ayurveda vaid ki salah se kuch allopathic, homeopathic or ayurvedic medicine ka paryog kar sakte hai.
Dosto Jalne Ke Nishan Ko Kaise Hataye, Skin Burn Home Remedies in Hindi ka ye leekh kaisa laga hame comment kar ke bataye aur agar aap ke pass skin burn mark hatane ke home made treatment or ayurveda ilaaj hai to hamare sath bhi share kare.
Mene sare nuske apnaye pr koi result nhi h jalne ke nishaan chehre se nhi jaa rhe h
Rekha sare nuskhe apnane ki bajay agar aap 1 ya 2 upayo ki hi sahi ntarike se kar le to bhi aap ko fayda mil jayega.
sir mera accident hua tha aur usme meri sabse chhoti wali ungli ka sara maas nikal gaya he jo jaldi bhar jaaye aisa koi saral upay dikhaiye
Ashwin is bare mein aap ayurvedic chikitsak se mil kar salah le.
thik he aur ke sawal hje sir is accident me mere chehare par chhil gaya tha ab waha kala dagh ho gaya he to wo dagh hatane ka koi upay?
Ashwin aap ghav ko thik hone baad uspar nariyal ka tel lgaye.
sir / mam mera 20 din pehle mera accident hua tha jisme mere face or lips glass se cut gye the to usme take lgayae the ab uske nishan ubhre hue reh gye h to kya koi tarika h uneh hatate ka ..?
Krishna aap sabse pahle apni chot ko puri tarah recover hone de. Fir aap upar bataye hue upay kare aapko fayda milega.
Sir Mera beta 13 month ka h garm doodh pet me gir Jane k karan nishan reh gai h please nishan ko hatane k bare me batayen.
Sir Mera beta 13 month ka h garm doodh pet me gir Jane k karan nishan reh gai h please nishan ko hatane k bare me batayen.
Hasim aap yha bataye hue upay padhe aur jis upay mein aapka beta comfortable ho wahi upay nirantar kare thode samay mein nishan gayab hone lagenge.
Sir mere face pr tako ke nisan h koi tyup ya nuksha btaye
Gulfam aap ye article ache se padhe aur bataye hue upay kare.
Sir mere gardan par ganth Ka nishan hai mai usko kis tarah mita sakta hoon…
Anmol upar bataye hue upay kare.
me mere hand me apna name likha tha compas se kese hatay/??????
Yha likhe tipa follow kar ke dekhe.
Hello sir…mere face pr stitch pr 3 ni$hAAn hai use kaise remove kre…koi v kisi v trah ká solution hó tØ btáyé… Sir
Kaifi nishan hatane ke solution is article mein likhe hai aap padhe aur follow kare.
I have a surgical mark 10 cm length on left hand how to remove it
Please let me know sir
Hafiz surgical mark take time to disapper, read all home remedies written above and apply one or two that is easy for you.
sir mere face me 5-6 year se taake ke nisaan h kya ye nisaan mit sakte h plzz upaye btaye
Sanjay isme samay lag sakta hai par, nariyal mka tel lagane se fayda milega iske ilava aap yha bataye hue upay padhe aur jo sahhi lage vo kare.
Sir ji mera name gopal gupta h me bahut pareshan hu me bachppan me jaal gaya tha ish bajha se nishan pad gaye h bo kaise jaye please koi upay bata do please………..
Gopal ji upay upar likhe aap plz inhe padhe aur kare.
sir mene til hataane k liye face pr lehsun lagaya tha. jisse meri skin jal gyi h.plz koi solution btaye jisse me jaldi se jaldi jalne ka nishaan hataa saku
Mahi til nikalne ke bad ek bar to nishan rahega, dhere dhere ye thik ho jayega aur agar aaap koi upay karna chahti hai to upar likhe hue nuskge padhe.
Sir ye Jalne ka nishaan 2 mahine me saaf ho jaye.esa solution btao.kynki 2 mahine baad meri shadi h
Mahi upay upar likhe hai inse 2 mahine mein result lena aapke haath mein hai.
Sir mai bike se gir gya aur chehre per ghara chot lagne se chot ke zakhm to thik ho gye per vhot ke nishan khatam nhi hua plz koi accha sa upay ya medicine btaiye jisse chot ke nishan thik ho jaye..
Dost aap nariyal ka tel rojana lagaye dhere dhere nishan kam hone lagenge.
Hello sir mera per gya tha uska nisan h me kya karu jisse mera per saaf ho jae
Aap ye lekh padhe aur bataye hue nuskhe apnaye.
Sir actually 2/3 months pehlay meri lips Kay pas sey meri skin burn hogaya thi kya ap koi aisa upay btate jis sey wo 1 week mein chala jai
Sizzling ji 1 hafte mein nishan chla jaye iske bare mein hum kuch nahi keh sakte, kyuki ye upay istemal karne wale par aur chot par depend karta hai. Nishan thik karne ke upay is lekh mein likhe hai aap unhe kar sakti hai.
sir aap meri ek problem ka samdhan kare mere aankh ke pass ek chot lag gayi thi 12 saal pehle to ek gadda sa ban gaya hai use kese hatayen
Harshul ye to dekhne se hi pta chal payega ki ye ayurveda se thik ho sakta hai ya nahi. Dost aap apne aas pass kisi ayurvedic vaid se mile aur salah le.
sir ji kya aloe vera ka jel lagane se face me lage take ke purane nisaan hat skte h
Sanjay jalne ke nishan ko dur karne mein aloe vera kafi upyogi hai, tanke ke nishan mein ye kitna upyogi hai iske bare mein jada jankari nahi hai.
hllo sir mera bchpan m hath jal gya tha to uska nishan rhgya h mere hath p ab wo ja skt h k kya ab us ghav ko 18 sal hogye
Purane ghav ke nishan thik karne mein samay aur mehnat jada lagta hai, aap ke nishan ko 18 saal ho gye hai to abhi ye kehna mushkil hai ki ye nishan thik hoga ya nahi.
Meri mummy ke eyebrow ke thik upar paanch sal pahle ek sath kai phode nikle the…. inke nishan abhi tak thik ni hue hain us jagah ki skin ekathi hoke uth gayee hai …qya isko thik kiya ja sakta hai?
Suraj aap kisi doctor se mile vo ise check kar ke bta payenge ki iska ilaj kese kar sakte hai.
Hello sir mujhe bachpan me chot lag gya th par us jagah pe mans ubharna suru ho gya jo ab bhi bad rha h please koi upaye btaye
Ram ek bar doctor se checkup karwaye vo ise dekh kar sahi salah de sakege.
Sir mere chehre par purane chot Ke Nissan h taake lage the bachpan me uska spot Abhi bi face pe hai or purane pimples marks h
Rohit purane taake ke nishan hatane ke liye aap kisi ayurvedic vaid ki salah le, pimples ka ilaj karne ke liye aap ye lekh padhe :: http://sehatdoctor.com/chehre-se-pimples-keel-muhase-hatane-ke-gharelu-nuskhe-in-hindi/
Sir mere chehre par kala masaa hatne ke baad kala nisan ho gaya he .nisan saaf karne ka grelu or aayurvedic illag bataiye.
Prakash massa hatne ke bad nishan reh jata hai par ye samay ke sath kam hone lagta hai, aap upar likhe upay bhi padhe.
Sir ye til hatane pr gadde ko kese bhar sakte h
Nisha ye samay ke sath dhere dhere heal ho jate hai.
Sir 2 saal phehle mera face jal gya tha jiska safed nisan rh gya h ese kese htaya ja sakta h
Nisha ji nishan 2 saal purana hai isse saaf hone mein kaafi samay lag sakta hai,aap upar likhe hue tips padhe aur follow kare.
Rekha.sir mne himalaya facewash chehre par lagar thodi der chhod diyA to wahi wahi meri skin burn ho gyi h koi tareeka btaiye thik krne ka
Rekha aap skin se related ye sabhi articles padhe aur jaruri upay kare :: http://sehatdoctor.com/topics/skin/
Sir mere 10 saal pehle ke jalne or chot ke nishaan hai …ab inhe kese thik karu treatment byaeye…plz
Rohan upay upar btaye gaye hai aap inhe padhe aur itne purane nishan ko thik hone mein samay bhi adhik lag sakta hai.
Hi sir abhi ek ghante phele meri wife ka pair jal gya he garam pani se docter ko bulaya tha usne kobra malham or injection dya he par jalan bhut he abhi please koi best tarika bataye jo aaram mile please rply me
Shadab aap is article ko padhe :: http://sehatdoctor.com/ghav-bharne-ke-upay-wounds-healing-tips-in-hindi/
Sir mere hand pr blade ke kat ke nisan h 4YEAR PHALE KE maine bhut upaye kiye but ye ni jate aap koi upaye btaye plz
Pinky ji aap yha btaye hue upay kar ke dekhe.
Sir mere hath me cut ke nishan 6 Sam purane to pls muje in he htane ya kam krne ka upay btaye
Heena ji upay is lekh mein btaye gye hai aapm inhe padhe, nishan purana hai to ho sakta hai ise saaf hone mein samay bhi jada lage.
Mera face bachpan Mei tea set JAL gya th jb Mei 1saal k th uska Nissan Abhi tak h Meri age ab 19 h Mei bahut pareshan hu Maine bahut medicine li or koi fark nhi pra aap koi ilaaj btae
Asif aap yha likhe hue nuskhe kare, nishan purana h to ise jane mein thoda samay lag sakta hai.
Hello sir, mera ek saal phle heart ka operation hua tha lekin mere tanke ab tk thik nhi hue h . Mere tanke kaafi fule hue h , aur jra si grmi k sampark me aate hi reddish ho jate h aur unme icthing aur pain start ho jata. Plz agr iske liye koi ghrelu upay ho to braise
Suman iske liye aap kisi ayurvedic chiktsak se mile aap ko iske upchar ke upay milenge.
Sir mera accident ho gya tha 4 saal phle or mere reed ki haddi me niche se toda SA uper ki tarf chot ayi thi pr mene jyada dhyan nahi diya pr me kabhi kabhi kafi preshan ho jata hu kyoki subh uthne ke baad isme dard hota he uske baad me kaam krne lg jata hu to dard dhire dhire gayab ho jata he iska koi illaj he kya
Dost aap doctor se mile aur checkup karwaye taki problem ko sahi se diagnose kar sake aur sahi disha mein treatment ho sake.
Sir ek accident me mere chin pe bhut bada kate ka mark h Jo av tak erase ni hua please sir use mitane k koi tarika ya medicine bataiye
Dost aap is article ko padhe aur bataye hue tips follow kare.
Sir mein na 3 sall phelay apnay bazo par needle sy name likha tah par mein wo ab khatam karna chata hun please kuch hall batao is ki wahja sy nookri bi nhe milay
Dost aap is lekh ko padhe aur bataye hue upay kare.
Sir mai til ko hatane ke liye lahshun lagaye jise mera face jal gya hi OE dark daag ho gya 1 month SE tamato Or lemon lga rahe kuchh ferk nahi hua plzz koi aisa uppaye bataye ki 2 month me thik ho jaye
Dost til hatane par daag ho jata hai jo samay ke sath thik ho jata hai aap yha likhe dusre upay bhi padhe.
Sir koi cream hi tho bataiye jale ka daag hatane ka
Dost creame ke bare mein hame koi jankari nahi aap doctor ya kisi ayurvedic chikitsak se mil kar iske bare mein jaan sakte hai.
Sr mere dono per JAL gye h or me ratan jyot pis kr or nariyal ka tel lga raha hu lekin koi fayda nahi ho raha kya kru dono pero me bahut dard hora h
Chetan aap kisi ayurvedic chikitsak se mile vo aap ko dekh kar bta sakenge ki aapke liye kon sa upay karna sahi rahega.
Jale ka daag hatane ke liye koi mediketed cream bataiye sir plzz
Dost creame ke bare mein to aapko doctor hi behtar jankari de sakte hai.
sirrr mra face pa todha saaa jala hau ka nishana ha kya wo apna aap thik ho gya ga todha sa hi ha
Aditya aap us nishan par nariyal ka tel laga sakte hai.
sir mere face PR tako Ka bahut big daag hai please mujhe koi aisa ilaaj btaiy jisse WO daag jaldi gayab ho jay ……mai bahut pareshan hooo… please help me
Dost aap upar article aur yha likhe comments padhe aap ko jawab milega.
Sir lahsun se jale dag ko saap kese kare
Help me
Sir mere chehre par chot ke nishan hai unko khatam karne ka kuch upay bataye na..
Sir
mere accident ko 3 saal hogaye gaye hain maine bajot se cream use kiye magar kab tak lagate rehte hai daag dheere dheere chala jata hai aut chohd dene ke baad phir waise hi hota hai plz help me sir
Dost aap yha likhe nuskhe padhe aur apnaye.
Sir mere eye ke thora niche cut Gaya tha Vo 4month pahle huaa h abhi Vo daag h .daag ko kaise hatye..
Dost aap upar btaye hue upay padhe.
Sir jale hue daag par daag ke aas pas muhase ho gaye he
Aditya muhase ke upay aap yha padhe :: http://sehatdoctor.com/chehre-se-pimples-keel-muhase-hatane-ke-gharelu-nuskhe-in-hindi/ agar aapke jalne ka daag taja hai to iske thik hone ke baad hi upay kare.
sir mere aankh ke samne purane ghow ke nishan h koi upay h to btaiye
Dost nishan hatane ke upay is lekh mein btaye gaye hai aap inhe padhe.
Ser mera naam mahender hai mere face main bachpen ke gehre daag hai mujhykuch upay bataay
Mahender ji face se daag dhabbe saaf karne ke gharelu tips yha padhe :: http://sehatdoctor.com/face-se-daag-dhabe-door-karne-ke-gharelu-nuskhe-in-hindi/
sir nariyal ka tail lagane se face par bane daag or jhuriya dur ho jaayegi kya
Ashok aap is article ko padhe :: http://sehatdoctor.com/chehre-ki-jhuriyan-ke-gharelu-upay-wrinkles-beauty-tips-in-hindi/
sir mera accidnt hoya tha 8 saal pahle aur face pe tanke lage hai please sir muje bataye main kya use kro sir apka article to pora read kr liya hai lekin smaj nai aa raha koun sa tarika apnao plz sir app reply muje tarika bta do plz sir thanks
Dost aap ayurvedic vaid se mil kar salah le aap ke liye kon sa upay acha hoga.
Sir,
meri beti nidhi hai bo lagbhag 1 sal pahale dodh main jal gayi thi jala hua to theek hai lekin uske nishan raha gaye hain koi ek upay batao ? Avdhesh yadav
Dost aap upar likhe hue upay padhe aur nishan par nariyal ka tel paryog karne se bhi nishan dhere dhere kam hone lagta hai.
Sir mere lips k upar jalne ki vjh se yha ki skin ful gai air bhada nishan chhod diya mene upar likhe upay 2 mahine lagatar kiye koi asar nhi doctor ko bhi dikhaya aap ise hatane k upay bataye please please
Sir mere face pr childhood me chot lagi taake ke nishan abhi tak mujhe Kya Krna chahiye bczZz Mera face thoda sa odd Lgta h taake ki wjh se
Aap upar likhe hue tips aur comments padhe.
Mai 3sal ki thi thab mera chehra jel gaya uska nishan abibi mere chehare par hai ab meri umar 16sal ki hai to upay bathao
mera face pay chote lagi thi jiska noshan reh gya ha taqreban 2 month huy ha brown sa nishan ha ye kasy haty ga
Sr bat 3 saal pahle ki h
Mere face par ek teel tha
Us teel par maine chunaa or surf ka paste mila kar lagaya tha jisse teel to chala gya par uski vajah se mere face par jalne ka gahra nisaan pad gya h
Vo bhut bura lagta h face par
Plz meri help kro is nisaan ko htaane me
M ise mitane k liye kuch b kar sakta hu
Aap plz mujhe solution do
Arun aap upar bataye hue tips padhe aur chehre ke daag dhabbe saaf karne ke upay yha bhi padhe :: http://sehatdoctor.com/chehre-se-kale-daag-dhabbe-nishan-pimples-hatane-ke-upay-nuskhe-hindi/
Sir..mere face pe jalne k Karan chhota sa gadda ho gya hai..aur face k colour se ekdam alag laal dikhai deta hai..
Gadde bharne k upay btay aur scratch mitane k v..please
Sir mera accident hone ki wajah se face pr nishaan padh gya tha is liye mene sirf ek bar betnavate n lgai pr wo zyada hi dark ho gya is ko saaf kese kiya jae
Dost nariyal ke tel mein kapur daal kar cotton ki madad se nishan par laga sakte hai aur upar likhe tips bhi padhe.
Sar mere hand me cat ke nisan h ye kese hataye ja sakte h
Deepak aap upar likhe hue nuskhe padhe.
Mra hath or chehra garam pani se jal gya H or bhot jalan ho ri h me ky kru
Ritesh upar likhe hue tips padhe.
Sar jese usme likhe h hamare jo sport h wo hand me 14-15 h sar or wo thore ubhar gay h ye kese thik ho payenge
Dear Sir mere chehre par Ek ringworm ho gaya tha us par meine lahsan lagaya par ringworm to sahi ho gaya magar uska kala daag ban gaya hai koi upay batayein
Pankaj daag dhabbe hatane ke upay yha padhe :: http://sehatdoctor.com/chehre-se-kale-daag-dhabbe-nishan-pimples-hatane-ke-upay-nuskhe-hindi/
sir
mera face school mai acid girne se thoda jal gya
sulphuric acid tha
thodi drops hatho pr bhi gir gyi
koi fast sa upaay bataiye jisse mere burn marks mit Jaye
or kitna time lgega inke mitne mai?
Dev ji jalne ke nishan hatane ke upay upar likhe hai aap inhe poadhe, kyuki aapke burn marks acid ki wajah se hai isliye inhe hatane ke liye ayurvedic vaid ki salah bhi le.
Sir mere upper and lower chin kuch Dino se bhut lal and kaali ho gyi hai ye kitne Dino me theek hoga
Thank u sir
baki to thik ho gya hai
bas redness h
redness KO km krne ka koi upaay ho to bataye
please sir
by Dev
Sir,mere face par nakhuno ke (gadde)nishan hai and chot ke kale dag hai sir unhe kis tarah hataya ja sakta hai? Pls. Sir help me…….
संचित चेहरे के दाग धब्बे गड्ढे निशान हटाने के घरेलू नुस्खे यहाँ पढ़े :: http://sehatdoctor.com/chehre-se-kale-daag-dhabbe-nishan-pimples-hatane-ke-upay-nuskhe-hindi/
Sir mere face pr bachpan k jale ka nisaan h . Kya ye thek ho skta h? Plz tell me
जलने के निशान हटाने के घरेलू उपाय ऊपर लेख में बताये गए है आप इन्हें पढ़े.
Sir\madam mera face pr jalane ka Nisan h. ye kaise think ho sakta h ? plz koi asar karak upchar bataye?
गुलशन जी जलने के निशान दूर करने के उपाय ऊपर लेख में बताये गए है आप इन्हें पढ़े.
Sir how i can remove scar from face/chicks..bachpan mai galti se khel khel mai bhai se unke nakun se mere face per cut ke nisan pad gaye the per abhi ye face per bekar lag rahe hai…2-3 chote chote cut ke(scratches type) nisan …sir mai inhe gherllu upay se kaise sahi kar sakta hooo…plz suggest me…
Hi Sir, Mere chehre par jalne ka kala daag pad gaya hai, use kaise hatau, please help me.
Sir mere face pe chot lagi thi chot to thik ho gaya but dag rah gaya to dag ko kaise hataye please koi tareeka bataiye
Sir mere face pe Nakhun se khroch ke karn gahri chot ho gya and nishan bn gya ….Plzz btaye ki nishan kaise mit jayega puri trh.
दोस्त निशान हटाने के घरेलू उपाय और नुस्खे ऊपर लेख में बताये गए है आप इन्हें पढ़े.
sir 2 saal pehle mera accident hua tha aur hand me operation ke nishaan hai….20 taanke aaye thry mujhe,mai un nishaan ko khtam krna chahti hu,plz sir aisa kli upay btaiye jisse jaldi he ye thik ho jaaye…
sir maine hath kata hua hai uske nisan hatane k upay bta do plz ya koi tube btado plsssssss
Sir mera face pe nail se katta hua bht nisaan plz sir kuch batae taaki face smooth dikhe gadha b h kahi kahi sir plz help me
Mere hath me daag h usko mitane ka mene bahut koshish kiya hhir bhi thik nahi hua 4 years pehlee so wo daag rah gaya h sir ji kuch batao kya karu.
Sir,Mere Gal pe pimples ka do jagah dag ho gya,,uske bad Mai Drobin laga liya jisse mere ok gal pe gol jaisa dag ho gya….red colour ka kya kre…kucch btaye sir g
सफ़ेद बाल चेहरे के दाग धब्बे हटाने के उपाय आप यहां पढ़े :: http://sehatdoctor.com/chehre-se-kale-daag-dhabbe-nishan-pimples-hatane-ke-upay-nuskhe-hindi/
Mera 1 one year pehle road accident me face par ragad ka nishan he or vo black ho gaya he or mene cream bhi bot use karli lekin nahi ja raha nishan kese jayege please bataye
Sir m 1week pehle bike pr se gir gya tha tho mere face pe road se takrane se scratches aaye hn tho mera skin pehle jaise kaise banaye?
Mera bachpan me gaal me nakhun ka nishan hai jo ki ab najar deta hai use kaise mitaya jaye ya koi cream ka name bataye.
Garam pani pair pe gir gaya ghaav hua thik nahi ho raha hai upay bataye.